Total Pageviews

Wednesday, October 14, 2009

विडम्बना


10 comments:

  1. Bhadas ke jariye abhi apke blog par pahuncha. Badhiya laga.
    Badhai.

    ReplyDelete
  2. aapke blog par mujhe aapke swatantra ( gair akhbaree) lekhon ki prateeksha rahegee. shubhkamnayen.
    -kumaar harsh

    ReplyDelete
  3. Hello Rekha ji,Aapka ye Article Bahut achha lga.

    ReplyDelete
  4. rekhaji sirf bihar ya utter pradesh mein hi aisa nahi hai.Pichhade ilaakon tak vikas ki bayar abhi pahunchne mein kayee baras lag jayenge...zaroori hai ki logo tak shiksha ka prakash pahunchaya jaaye...tabhi samaaj se Purush aur Naari ka bhed khatm hoga...

    ReplyDelete
  5. very true and very nice

    ReplyDelete
  6. rekhe ji aaurat khud hi zimmedar hai apni is stithi ke liye kyoki har koi uski is dasha ke baare me likhte jarur hai par karte kuch nhi. jab har aaurat janti hai ki purush swarthi hai to kyo ummid karti hai ki wo uske liye kuch kare. hum roz batate rahe to kya dasha badal jayegi? ha par aaurat kahani ka sateek vishay zarur hai. hazaron saalo se aurat par likha ja raha hai,sabse zyada shayad aaurat par hi likha gaya hoga aur aaj bhi likha ja raha hai. hum kisi ko dosh nhi de sakte hai stri ki is istithi ke liye... in sab ki wajah shayad gareebi hai jo insaan ko practical bana deti hai. aur aap us aaurat ko kya kahegi jo apne dudhmuhe bachche ko koode me chhod kar chali jati hai. pata hai nature ne sabko barbar ka haq diya hai purush use karte hai aur aaurat, aaurat hone ka rona roti rahti hai...jyoti

    ReplyDelete
  7. danda chalan nahi ata kya? deti char thappar dekh kya rahi thi news-sese ke liye

    ReplyDelete
  8. आपका ब्लॉग मुझे बहुत अच्छा लगा। मेरा ब्लॉग "नवीन जोशी समग्र"(http://navinjoshi.in/) भी देखें। इसके हिंदी ब्लॉगिंग को समर्पित पेज "हिंदी समग्र" (http://navinjoshi.in/hindi-samagra/) पर आपका ब्लॉग भी शामिल किया गया है। अन्य हिंदी ब्लॉगर भी अपने ब्लॉग को यहाँ चेक कर सकते हैं, और न होने पर कॉमेंट्स के जरिये अपने ब्लॉग के नाम व URL सहित सूचित कर सकते हैं।

    ReplyDelete